Samandar Teri Surat Mehboob Se Milti Hai
Teri Aankhe Us Khoobsurat Si Lagti Hai
Tere Daman Sa Faila Hai Uska Aanchal
Uski Zulfen Teri Lahron Si Lagti Hai
Uski Bahon Me Khushiyon Ke Moti Hain
Wo Bhi Gahri Si, Gumsum Si Lagti Hai
Masoom Jazbaaton Ke Lahoo Se Bani Hai wo
Uski Parchhayi Tere Pani Si Lagti Hai
: Dil Bezubaan Hai Warna Ham Bol Bhi Dete
Har Raaj Apne Dil Ka Ham Khol Bhi Dete
Tum Hampe Taras Khake Deti Ho Sharab Saki
Jo Dilbar Taras Khaye To Peena Chhod Bhi Dete
Ye Ishq To Iqraar Na Inkaar Hai Ay Dost
Kabhi Aaina Jo Bole To Use Tod Bhi Dete
Phir Raat Dhal Rahi Hai Aashiayan Me Tere ‘Raj’
Unki Yaad Na Aaye To Jeena Chhod Bhi Dete

No comments:
Post a Comment