Sunday, September 28, 2014

Aa bhi jao ke zindgi kam hai
tum nahi ho to har khushi kam hai
vada kar ke ye q aaya nahi
shahar mai aj raushani kam hai
jane kya ho gaya hai mausam ko
dhup ziyada hai chandani kam hai
aaina dekh kar khayal aaya
aj kal un ke dosti kam hai
tere dam se hi main mukammal hun
bin tere teri ‘yamini' kam hai


Sakht Rahon Mein Ab Asan Safar Lagta Hai,
Ab Anjan Ye Sara He Shehar Lagta Hai,
Koi Nahi Mera Zindagi Ki Rahon Me,
Mera Ye Gum He Mera Humsafar Hai Lagta Hai.

No comments:

Post a Comment