Friday, September 26, 2014

Na jaane humse kya chaahti hai duniya,
Hume rulaakar khushiyaan manaati hai duniya,
Hum toh khushi mein bhi aansu bahaate hain,
Jaane kyun humare aansuon ka matlab nahi samajhti yeh duniya.


Talluqaat kabhi is qadar na tootay thay,
Ke wo ab miley bhi to milta hai aise ik anjaan ajnabi ho jaise,
Teri yaad bhi ho kay khafaa guzarti hai,
Jaise bujhay chiraagh ko chhuu kar hawaa guzarti hai jaise...


Saath agar doge to muskurayenge zaroor,
Dosti agar dil se karoge to nibhayenge zaroor,
Kitne bhi kaate kyun na ho raah mein,
Aawaz agar doge to ayenge zaroor.


No comments:

Post a Comment