Kitni fikra he Kudrat ko meri tanhai ki,
Jagte rahte he raatbhar sitare mere liye.
Uski jeet se hoti he khushi mujhko,
Yahi jawab mere paas apni haar kaa tha.
Uske haatho ka khilona hi sahi khush hu me,
Kuch der ke liye hi sahi mujhe chahta to hai
Me fanaa ho gaya afsos woh badla bhi nahi,
Meri chahto se bhi sacchi rahi nafrat uski.
Woh azab shakhs tha ae zindagi jise samajh bhi na samajh saka,
Mujhe chahta bhi ghazab ka tha mujhe chorkar bhi chala gaya.
_______________________________________________
Tamaana lay gaye mujhy pakay makan ki asim,
Mein apny gaon k matches makan se bhi gaya.....

No comments:
Post a Comment