: raahon pe nazar rakhna ' honton pe dua
rakhna
aa jaaye koi shaayed darwaza khula rakhna
ehsaas ki shamma ko is tarha jala rakhna
apni b khabar rakhna' us ka b pata rakhna
raaton ko bhatakne ki dyta hai saza mujh ko
dushwaar hai pehloo me dil tere bina rakhna
logon ki nigaahon ko parh lene ki aadat hai
haalaat ki tehreerain chehre se bacha rakhna
bhoolun main agar ay dil tu yaad dila dena
tanhai k lamhon ka har zakhm hara rakhna
ik bhoond bhi ashkon ki daaman na bhigo
paaye
gam us ki amaanat hai palkon pe saja rakhna
is tarah jigar us se bartaav rahe apna
wo b na bura maane ' dil ka b kaha rakhna
आँखें बता रही हैं की जागे हो रात भर
पलकों की हर ज़ुबाँ पर दिल का सवाल है
बरसाओ तीर जितने भी पर ये तो जान लो
पहलु में दिल है दिल में तुम्हारा ख्याल है
कह दो ये ज़रा उनसे की मरना नहीं कमाल
हिज्र-ए-यार में हर पल मर के जीना कमाल है

No comments:
Post a Comment