Thursday, October 30, 2014

Meri zindagi aaj ek kahani kah nikli
ankhon se boondoon ke nadyan bah
nikli.. aaj zindagi ka safa kali siyahi se hai
likha...
kiya aur koi imtehan zindagi ka hai
rakha.. jo kabhi na socha tha aaj woh ho gaya...
ghut ghut ke har lamha aaj mein marti
rahi.. kash ye sab kuch jooth hota
mein aaj ke har lamhoon mein unke
kareeb hoti ...pal bhar mein lagta hai sab ho gaya
khatam
ai khuda kar de mujhpar thori sa raham... sans leti hoon har sans mein unki yaad
aati hai...
bas yaad hi hai jo ab unko mujse jor jati
hai.,

No comments:

Post a Comment