Pathar Ki Hai Duniya Jajbaat Nahi Samajti,
Dikl Me Kya Hai Vo Baat Nahi Samajti
Tanha To Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech,
Par Chand Ka Dard Vo Raat Nahi Samajti?
Na Milta Gam To Barbaadi Ke Afasaane Kaha Jaate,
Duniya Agar Hoti Chaman To Wiraane Kaha Jaate,
Chalo Acha Hua Apno Me Koi Gair To Nikla,
Sabhi Agar Hote Apne To Begane Kaha Jaate?
Agar Chand Ko Paana Itna Aasaan Hota
Har Koi Chandni Ka Deewana Hota
Taare Toh Roz Hi Tootte Hai Aasmaan Pe
Par Koi Unka Sahaara Nahin Hota
Woh Kehte Hai Mujhe Bewafa Ho Tum
Mujhe Mili Zindagi Main Woh Saja Ho Tum
Halat Se Majboor Aur Waqt Se Bebas Teh Hum
Is Liye Aaj Khusiyon Se Kusu Dur Hai Hum?

No comments:
Post a Comment