Friday, October 3, 2014

Bhulney waley se koi kah de zara

Istara yaad aney se kiya faida

Jab mere dil ki duniya basatey naheen

Phir khayaloon main aney se kiya faida

Chaar din k jalaney se kiya mil geya

Mitt saka na zamaney se mera nishaan

Muj pe bijli gerao to jane sahi

Aashiyaan pe gerane se kiya faida

Tue ne musa ko nahaq taklif de

Lutf ata agar yaad kartey hameen

Jin ki nazroon man taab_e_nazara naheen

Un ko jalwa dekhaney se kiya faida

No comments:

Post a Comment