Customer- Jan dhan me khata khulwana hai
Banker- Khulwao
C- Kya ye 0 balance me khul raha h
B- ( man hi man me .. Sale pata Nahi h kya tujhe). Han Ji free me khulwao
C- Isme sarkar kitne paise dalegi
B- Ji abhi to kuch pata Nahi
C- To me ye khata kyun khulwao
B- Ji mat khulwao
C- Phir bhi sarkar kuch to degi
B- Apko free me ATM de denge
C- Jab usme paise hi Nahi honge to me ATM ka kya karunga
B- Paise dalwao bhaiya tumhara khata hai
C. Mere pas paise hote to me pahle khata nahi khulwa leta. Tum khata khol rahe ho to tum dalo na paise
B. Are bhai sarkar khulwa rahi h
C. To ye sarkari bank nahi hai
B. Are bhai sarkar tumhara insurance free me kar rahi hai... Pure 1 lakh ka
C. ( Khush hote huye) Acha to ye 1 lakh mujhe kab milenge
B.(Gusse me) Jab ap mar jaoge to apki bivi ko milenge
C.( Shocked) - To tum log mujhe marna chahte ho, aur meri bivi se tumhara kya matlab h
B. Are bhai ye hum nahi sarkar chahti hai ki.....
C. ( bich me baat kat te huye) Tumhara matlab sarkar mujhe marna
chahti h
B. Are yaar mujhe nahi pata tumko khata khulwana hai kya
C. Nahi pata ka kya matlab ....mujhe puri baat batao
B. Are abhi to mujhe bi puri Baat nahi pata hai.... Modi ne kaha hai ki khate kholo to hum khol rahe hai
C... Are nahi pata to yahan kyon baithe ho ( Jan dhan ke poster ki aur dekhte huye).. Acha ye 5000 ka overdraft kya hai
B. Matlab tum apne khate se 5000 nikal sakte ho.....
C. ( bich me baat kat te huye) Ye hui na bat ye lo aadhaar card ,2 photo aur nikalo 5000
B. Are yaar ye to 6 mahine baad melange
C. To 6 mahine in paison ko kya tum kam me loge
B. Bhaiya ye rupaye hi 6 mahine baad ayenge
C. JHut mat bolo pahle bola ki kuch Nahi milega.... Phir kaha ATM milega..... Phir bola insurance milega .. Phir bolte ho 5000 rs.
Milenge..... Phir kahte ho ki Nahi. ...... Tum he kuch pata bhi hai
Banker bechara- Ayo ma ..... Kanun ki kasam ..... Bharat mata ki kasam mai sach kahta hoon modi ji ne abhi kuch Nahi bataya...... Tum chale jao....
Khuda ki kasam tum jaao meri salary itni nahi ki ek saath
" BRAIN HEMORRHAGE AUR HEART ATTACK KA ILAJ KARWA SAKUN"

No comments:
Post a Comment