Wednesday, October 22, 2014

IK LMHE Mein Guzar Gaye
Wo Pal Mulaqat Ke
Mudaten The Guzare JIs
Ke Intezar Mein
Pal Bhi Na thehra Wo Pal
Pyasse Reh Gaye Ruh Mere
Apne wajjodd Ke Talash Se
KAsh Tehar Jata waqt Ka Manzar
Iss Ik He Lamhat Mein
Khwabo Ke Pankho Ko Mille
Haqiqat Ke Zameen
Jo Guzare Chand Lamhat
Tere Sath Mein
Dil Ka Gulshan
Gul Gul Gulsahn Gulfam Hua
Jo Thama Unhone
mera Hath Apne Hath Mein
Ik Arse Se Tarse Hai Mere Akhyian
UNke Deeadr Ko
Aya Hai Yeh Jo Pal
Toh Hataye Hat the Nahe Yeh
Sanam Ke Rukhsar se
Jhuk Gaye Unke Nazre Bhi
Haya Ke Hijab Mein
Gustakh Dil Gustakh Nazre
Kar Rahe Hai Gustakhyian
Apne Dildaar Se
Hue Hasrat Badh Kar Agge
Bhar lo Unko Apne Paanahon Mein
Sagar Se Gehri Unke Akhon Mein
Dubb Jao Main Bade Shonk Se
Mere Khyalo Ke Pankho KO
Mille Apne Parwaz
Utare Jab Se Wo Banke
Chand
Mere KHyalo Ke Assman Mein
Pi LI Jo Uske Madmast Naino se
IK Rangat Se Aa Gaye Iss
DIl Ke Jahan Mein
Sill Gaye Labb Mere
Hua Fasana-E-Ishq Bayan
Akhyion Ke Juban Se
Kahamoshyion Mein Guzar Gaye
CHahe POore MUlaqat
Par YU He Hue Hazaro Batten
KHamoshyion Ke Zuban Mein
Khamoshyion Ke Zuban Mein…………………..AkbalPari

No comments:

Post a Comment