Thursday, October 16, 2014

‬: पेट उसका भर जाता था बस
रोटियाँ बेलकर,
कुदरत का कोई
करिश्मा ही था जिसे हम माँ कहते थे|



Sagar Mei Gehraayi Hoti Hai,
Yaadon Mei Tanhayi Hoti Hai,
Is Busy Life Mei Kaun Kisko Yaad Karta Hai,
Aur Agar Karta Hai To Uski Yaado Mei Sachhayi Hoti Hai?



 Dil Me Rahne Wale Ankhon Ki Baat Samaj Lete Hai.
Sapno Ko We Mulakat Samaj Lete Hai.
Rota To Asma B Apni Jami Ke Liye.
Lekin Kuch Log Use Barsat Samaj Lete Hai?



Nigaho Mein Manzil Thi.
Gire Aur Gir Kar Sambhalte Rahe.
Hawao Ne Bahut Koshish Ki.
Magar Chirag Aandhiyo Mein Bhi Jalte Rahe?



: Ishq Mohbat To Hazaro Karte He
Gum Aur Judai Se Sabhi Darte He
Hum To Na Ishq Karte He Na Mohbat Bus
Dost Ki Ek Smile K Liye Sms Karte Hai?



Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota,
Koi Kisi K Bina Adhora Nahi Hota.
Jo Chand Roshan Karta Hai Rat Bhar Sab Ko,
Har Raat Woh Bhi To Poora Nahi Hota?..!

No comments:

Post a Comment