Friday, November 28, 2014

"बेदर्द दुनिया में अभी जीना सीख रहा हूँ,
अभी तो मैं दुखों के जाम पीना सीख रहा हूँ,
कोशिश करूंगा तुम्हे मैं भी भुलाने की,
अभी तो मैं तेरे झूठे वादों को भुलाना सीख रहा हूँ."


 Padosi:Yaar tere ghar se roz hansi ki awaz aati hai
 Is khush haal zindagi ka raaz kya hai?

Aadmi: Meri Biwi mujhe jooton se maarti hai,
Lag jaay to wo hansti hai,
 Na Lage to main hansta hoon.
 Uppar wale ka shukar hai, hansi khushi zindagi guzar rahi hai.



Arz Kiya Hai:
Mehfil Mein Hamare Joote Kho Gaye To Ham Ghar Kaise Jayenge;
Wah Wah!
Mehfil Mein Hamare Joote Kho Gaye To Ham Ghar Kaise Jayenge;
Kisi Ne Kaha:
"Aap Shayari To Shuru Kijiye, Itne Milenge Ki Aap Gin Nahi Payenge"!

No comments:

Post a Comment