Wednesday, November 26, 2014

Santa alwayzzz rocksss😂😂😂

santa- cricket khel kr aaya.
banta- kitne run banaye..
santa- century hone mai 99 runs baki the aur
mai out ho gaya.
banta- aree yaar! so close na....
😜😜😄😄😭😭😂😂

santa- hum pati-patni tamil sikhna chahte hai..

banta- woh Q..?

santa- hmne ek tamil bacha goud liya hai. hum sochte hai jab wo bolne lage
usse pehle hum tamil sikh le,,
😫😫😆😆😆😆😫😫

banta- ye letter tm kise likh rahe ho?
santa-khud ko.
banta- isme kya likha hai?
santa- malum nhi...

banta- Q..?

Santa- abhi
mujhe mili kaha hai..
😜😜😜😂😂😂😂

Santa Pe Bijli Ki Taar Gir Gayi
Santa Tadap Tadap k Marne Hi Wala Tha.
Ki
Use Yaad Aya,
Bijli to 2 Din Se Band h. Wapas uth gya or bola,

'Sala! dara diya.
😂😂😂😂😂😂😂

banta- suna hai aap apni patni k sath bartan
dhote hai?

santa- to kya hua, woh bhi to mere sath rotiya
pakati hai....
😂😭😭😭😂😂😜😜

Santa apni grlfrnd k saath 1st date pe : Ye meri pehli date hai darling agr koi galti ya kami reh jaye toh chhota bhai samajh k maaf kr dena...
😄😄😄😅😅😅😂😂

No comments:

Post a Comment