Thursday, December 18, 2014

 हम हैं कुछ अपने लिए ...
         कुछ हैं ज़माने के लिए ।
घर से बाहर की फिज़ा
         हैं हँसने - हँसाने के लिए ।

यूँ लुटाते न फिरो
              मोतियोंवाले मौसम
ये नगीने तो हैं......
           रातों को सजाने के लिए ।


 Lehro se milkar na woh beh sake na hum,
ek duje ke Dil me na woh reh sake na hum,
jeet lete aasma ek din lekin, palkon ke khamoshi ko
hoto se na woh keh sake na hum…



 Khuli ankahon ka sapna bahut dard deta hai
Kabi rula to kabhi hasa deta hai
kabhi ham jaagte huae kushiyo ke mehal banate hai
to kabhi jaagte huae ashkon ka samundar hota hai…



 Kagaz ka libas na peheno chirago ke shaher me,
kahi koi tinka tumhe jalakar rakh na karde,
mana ki yeh chiraag tumhe khauf ( fear ) nahin dete ,


No comments:

Post a Comment