Monday, December 29, 2014

 Bin sawan barsat nhi hoti...suraj dube bina rat nhi hoti... kuch aise halat he hamare ki... apko yad kiye bina dil ki bechainiya dur nhi hoti...





 Har ek muskurat muskaan nhi hoti,
Nafrat ho ya mohhobat asan nhi hoti,
Aansu gam k or khushi ke ek jaise hote he,
Lekin inki pehchaan aasan nhi hoti...





तौहीन ना कर शराब को कड़वा कह कर,
जिंदगी के तजुर्बे शराब से भी कड़वे होते है
कहते है पीनेवाले मर जाते है जवानी में,
हमने तो बुजुर्गों को जवान होते देखा है मैखानेमे





 Agr aapki duniya aasaman he..to sitare aapke dost honge...un sitaro me hume na dhundana
Qki aapki tamanna puri karne wale hum tutate tare honge...




 Kash shayari hum bhi kikh pate
Lafzo ke khel hum bhi khel pate
Kisi ne dil par chot kuch aisi di he
Aasu ko chupakar kash hum bhi muskura pate...




 Anjaan tum ban rahe ho ye aur baat hai,
aisa to kya hai tumko hamari khabar n ho.




 Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gayi fursat,
hame to gunaah bhi karne ko jindagi kam hai.





 Lagti hain jinke Dil par, wo aankho se nahi rote
Jo apno ke hi naa ho paye, wo kisi ke nahi hote




 Teri mohabbat se lekar tere Alvida kahne tak
Mene sirf tujhe chaha hai tujse kuch nahi chaha





 Humara Tazkira Choro, Hum Aise Log Hai Jin Ko
Zamana Kuch Nahi Kehta, Wafa'en Maar Jati Hai...!!!
Mein May-Kade Ki Rah Se Ho Kar Nikal Gaya,
Warna Safar Hayat Ka Kitna Taweel Tha......
Itni Kawish Bhi Na Kar, Meri Aseeri Ke Liye
Tu Kahin Mera Giraftaar Na Samjha Jaey.
Mein May-Kade Ki Rah Se Ho Kar Nikal Gaya,
Warna Safar Hayat Ka Kitna Taweel Tha......
gham zady hath chomty hen mera
bohlne ka hunar sikhata hon ...... !





 Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko
Afsoos K Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha…!!!
Ghar ki taameer chahey jesi ho,
Uss main roney ki kuch jaghaa rakhna..
Duniya Mein Itna Kuch To Hota Hai
Tum Bhi Mere Ho Jao Na...!!!
Uljhi Hoi Zaat Ko Apnany Ki Zid Na Karo
Jo Na Ho Apna Usay Apnany K Zid Na Karo
Main Chahti Hoon, Tujhe Younhi Umar Bhar Dekhoon
Koe Talab Na Ho Dil Mein, Teri Talab K Siwa...!!!

No comments:

Post a Comment