Saturday, December 27, 2014

 छोटा बनके रहोगें तो, मिलेगी हर बड़ी रहमत दोस्तों
बड़ा होने पर तो माँ भी, गोद से उतार देती है……..!!



 Lagta h maa-baap ne bachpan me khilone nahi dilaye
Tabhi toh badi hokar pagli humare dil se hi khel gayi



 Mujhe pta h meri khuddariya tumhe kho degi
Main bhi kya karu mujhe maangne ki aadat nhi..!



 Kuch Pane Ki Chaahat Me, Bohat Kuch Choot Jata H,
Na Jane Sabr Ka Dhaaga, Kaha Par Toot Jata Hain

Jara Batao Kise Hamrah Kehte Ho,
Yaha To Apna Saya B Kahi Par Saath Rehta Hai,
Toh Kahi Par Sath Choot Jata Hain

Ajab Shey H Yeh Rishte Bi Bahut Mazbut Lagte H,
Zara Si Bhool Se Lekin, Bharosa Toot Jata Hain

No comments:

Post a Comment