Wo Naraz Hai Humse Ki Hum Kuch Likhte Nahi,
Kaha Se Laye Lafz Jab Milte Nahi,
Dard Ki Zuban Hoti To Bata Dete Shayad,
Wo Zakham Kaise Kahe Jo Dikhte Hi Nahi.
Wo samjaye na samjhe hamare jazbaat ko,
Hum maanenge unki har baat ko,
Hum chale jayenge ek din unki duniya ko chod kar,
Wo aasuo bahayenge har raat ko.
hakikat mein nhi magar khawb mein tujhe apna bana lenge
tere liye hum gum ko gale laga lenge
wada raha hum mar jayege tumse pehle
aur apke swagath(welcome) mein puri jannat saja denge
Koi nhi hota hmesha k liye kisi ka,
Likha hai sath thoda thoda sbhi ka,
Maat banao kisi ko apne jine ki wajah,
Kyuki jina hai akele yehi usool hai zindgi ka…
Taraste The Jo Hamse Milne Ko Kabhi
Na Jaane Kiyun Aaj Mere Saaye Se Bhi Woh Katrate Hain
Hum Bhi Wohi Hain Aur Dil Bhi Wohi Hai
Na Jaane Kiyun Log Badal Jaate Hain…..
Zindagi ke usool ka apnana sikh gaye...
Uski har baat ko bhulana sikh gaye...
Kaise bhul uski yaadon ko yeh dost...
Jiski wajah se jeene ka fasana sikh gaye...

No comments:
Post a Comment