Ye shayari likhna unka kaam nahi,
Jinke dil aankhon mein basa karte hai.
Shayari toh voh sakhas likhte hai,
Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai…
Jindagi bahut kuch sikhati hai,
Kabhi hasati hai kabhi rulati hai,
Khud se bhi jyada kisi par vishwash mat karna,
Kyuki andhere mein toh parchai bhi saath chod jati hai…
Kya hai zindgi,
Dekho to khwab hai zindgi,
Padho to kitab hai zindgi,
Suno to gyan hai zindgi,
Par haste raho to aasan hai zindgi…
Shayar voh nahi jo kalam utha liya karte hai,
Shayar voh bhi nahi jo tareefo pe jiya karte hai.
Shayar toh voh sakhas hote hai,
Jo dard ko bhi tadpa diya karte hai…
Sab kahete hai ki tu nahi rukta,
Chalte raheta har waqt,
Per rukne ka naam nahi leta,
Jab gham rahete hai lipat kar saath mere,
Tho kyun fir tu uss waqt,chalne ka naam na leta.

No comments:
Post a Comment