Wednesday, December 17, 2014

Wonderful Lines

Iqbal says...

Udne de in Parindon ko Azaad fiza me Galib...
Jo tere Apne honge wo laut aayenge kisi Roz...


Galib reply to Iqbal~~

Na Rakh Umeed-E-Wafa kisi Parinde se "Iqbal"
Jab par nikal aatey hain Apne bhi Aashiaana bhool jate hai...
Khuda ki mohabbat ko fanaa kaun karega ?
Sabhi bande nek ho to gunah kaun karega ?

Ae khuda mere DOSTON ko salamat rakhna
Warna meri salamati ki dua kaun karega

Aur rakhna mere DUSHmno ko bhi mahefoos,
varna meri TERE paas aane ki...dua kon karega......

No comments:

Post a Comment